Thursday, October 21, 2010

Khushiyaan Aur Gham Sehti Hai ( It Bears Happiness And Sadness)



Khushiyaan Aur Gham Sehti Hai =It Bears Happiness And Sadness
Phir Bhi Yeh Chup Rehti Hai =Still, It Remains Silent
Ab Tak Kisi Ne Na Jaana =No One Has Yet Learned
Zindagi Kya Kehti Hai =What Life Is Saying
Apni Kabhi To Kabhi Ajnabi =Sometimes Like Your Own, Sometimes Like A Stranger
Aansu Kabhi To Kabhi Hai Hasi =Sometimes Like Tears, Sometimes Like Laughter
Dariya Kabhi To Kabhi Tishnagi Lagti Hai Yeh To =Sometimes Like A River, Sometimes Like Thirst Is How It Seems
Khushiyaan Aur Gham Sehti Hai =It Bears Happiness And Sadness
Phir Bhi Yeh Chup Rehti Hai =Still, It Remains Silent
Ab Tak Kisi Ne Na Jaana =No One Has Yet Learned
Zindagi Kya Kehti Hai =What Life Is Saying
Khaamoshiyon Ki Dheemi Sada Hai =It Is The Soft Sound Of Silence
Yeh Zindagi To Rab Ki Dua Hai =This Life Is God's Blessing
Chhooke Kisi Ne Usko Dekha Kabhi Na =No One Has Touched And Seen It
Ehsaas Ki Hai Khushboo, Maheki Hawa Hai =It Is The Fragrance Of Experience, It Is A Scented Wind
Khushiyaan Aur Gham Sehti Hai =It Bears Happiness And Sadness
Phir Bhi Yeh Chup Rehti Hai =Still, It Remains Silent
Ab Tak Kisi Ne Na Jaana =No One Has Yet Learned
Zindagi Kya Kehti Hai =What Life Is Saying
Mann Se Kaho Tum, Mann Ki Suno Tum =Speak With Your Heart, Listen To Your Heart
Mann Meet Koi Mann Ka Chuno Tum =Choose A Soulmate From The Heart
Kuch Bhi Kahegi Duniya, Duniya Ki Chhodo =The World May Say Anything, Let Go Of The World's Thought
Palkon Mein Sajke Jhilmil Sapne Buno Tum =Adorning Them On Your Eyelashes, Foster Sparkling Dream
Khushiyaan Aur Gham Sehti Hai =It Bears Happiness And Sadness
Phir Bhi Yeh Chup Rehti Hai =Still, It Remains Silent
Ab Tak Kisi Ne Na Jaana =No One Has Yet Learned
Zindagi Kya Kehti Hai =What Life Is Saying
Apni Kabhi To Kabhi Ajnabi =Sometimes Like Your Own, Sometimes Like A Stranger
Aansu Kabhi To Kabhi Hai Hasi =Sometimes Like Tears, Sometimes Like Laughter
Dariya Kabhi To Kabhi Tishnagi =Sometimes Like A River, Sometimes Like Thirst
Lagti Hai Yeh To =Is How It Seems
Khushiyaan Aur Gham Sehti Hai =It Bears Happiness And Sadness
Khushiyaan Aur Gham Sehti Hai -It Bears Happiness And Sadness
Phir Bhi Yeh Chup Rehti Hai =Still, It Remains Silent
(Phir Bhi Yeh Chup Rehti Hai) =Still, It Remains Silent
Ab Tak Kisi Ne Na Jaana =No One Has Yet Learned
(Ab Tak Kisi Ne Na Jaana) =No One Has Yet Learned
Zindagi Kya =What Life
Zindagi Kya Kehti Hai =What Life Is Saying

~effiesy~
lirik lagu dari filem Mann lakonan Manisha Koiralla dan Aamir Khan

No comments:

Post a Comment